salam friends
kese hain aap?
aap sabko ramzan mubarak ho
ais thread main aapne ramzan se mutaliq dishes pic waghera share karni hain,aap apni iftari ki pics or aap iftar or sehri main kia kia pakate ya banate hain wo share karenge apne apne dastarkhuwan bhi share honge,kion k har mulq har jagah ki iftar or sehri alag alag tareeke se banai or khai jaty hai socha ais thread k zariye ramzan ki tayarion per nazar dali jaae
to aahiye share kijiye....