ALLAH ko kin kin Logon se Muhabbat hay AaYen
QURAN PAK dekhte
Hen
1.Or Allah sabar krne Walon se Muhabbat krta hay
...
(Al-Imran,146)

2.Be-Shak Allah Taala insaf krne Walon se Muhabbat krta hay
(Al-Mumtahina,8)

3.Be-Shak Allah Taala unse Muhabbat krta hay jo us pr bharosa krte hein
(Al.Imran,159)

4.Be-Shak Allah Taala unse Muhabbat krta hay jo bohat touba krte hein
(Al-Baqara,222)

5.Or Allah Taala pak rehne Walon se Muhabat krta hay
(Surah Touba-108)