Dard se choor huwa hai dil,
Gir gir kar utha hai jo dil,
Murdgi se jaandaar jo huwa hai dil,
Bayan se bahir jo huwa hai dil,
Sub khuda ki meherbani se huwa hai dil,
Warna kub ka zameen bos ho chuka tha dil!