Results 1 to 5 of 5

Thread: Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah

 1. #1
  Join Date
  Oct 2009
  Location
  Failed State
  Posts
  50,102
  Mentioned
  2 Post(s)
  Tagged
  34 Thread(s)
  Thanked
  26
  Rep Power
  21474895

  Default Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah  Royaa karenge aap bhi paharon isi tarah
  atakaa kahin jo aap ka dil bhi meri tarah


  Naa taab hijr mein hai naa aaraam wasl mein
  kamabakht dil ko chain nahin hai kisi tarah


  Gar chup rahen to Gham-e-hijraan se chut jaayen
  kehte to hain bhale ki wo lekin buri tarah


  Na jaaye waan bane hai na bin jaaye chain hai
  kya kijiye hamein to hai mushkil sabhi tarah


  Lagti hain gaaliyaan bhi teri mujhe kya bhali
  qurabaan tere, phir mujhe keh le isi tarah


  Hun jaan_balab butaan-e-sitamagar ke haath se
  kya sab jahaan mein jite hain "Momin" isi tarah ? 2. #2
  Join Date
  Jul 2010
  Location
  Karachi....
  Posts
  31,280
  Mentioned
  41 Post(s)
  Tagged
  6917 Thread(s)
  Thanked
  0
  Rep Power
  21474875

  Default Re: Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah

  Very Niceeeeeee
  keep sharingg


  Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

  to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


 3. #3
  Join Date
  Mar 2008
  Location
  Hijr
  Posts
  152,805
  Mentioned
  108 Post(s)
  Tagged
  8578 Thread(s)
  Thanked
  95
  Rep Power
  21474999

  Default Re: Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah

  پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

 4. #4
  Join Date
  Aug 2010
  Posts
  24,389
  Mentioned
  0 Post(s)
  Tagged
  0 Thread(s)
  Thanked
  0
  Rep Power
  0

  Default Re: Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah

  nice sharing....

 5. #5
  Join Date
  Mar 2008
  Location
  Hijr
  Posts
  152,805
  Mentioned
  108 Post(s)
  Tagged
  8578 Thread(s)
  Thanked
  95
  Rep Power
  21474999

  Default Re: Dil Ko Chain Nahin Hai Kisi Tarah

  پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Posting Permissions

 • You may not post new threads
 • You may not post replies
 • You may not post attachments
 • You may not edit your posts
 •