Sab ko rabulawal mubarak ho....
ASSALAM U ALEKUM :::::
aap sab kesay hain ummed hai k ALLAH ki rehmat say sab theek hon gay![]()
well freindz!!
jesa k aap sab jante hain k EID MILADUN NABBI (SAL LALLAH O ALEHI WASALLAM) hai ....ye wo mubarik mahina hai jis k bare main ALLAH TA'LA farmatey hain k
Hadees sharif main hai k jo shakhs Safar k khatam honay
Aur Rabi-ul-Awwal ki khushkhabri Dosre Musalman ko dega.
Usspar Jahannum ki aag Haraam hai..(subhanALLAH)
tu phir ham q na is mubarik maheney kO manain aur is babarkat month k sadqe main ALLAH TA'LA say apney gunahon ko maf karwain or us ki rehmat ki umeed rakhain ..
well ye tu rahi alag bat asal main thread lagne ka maqsad ye hai k yahan aap ney hamre sath NAATS shair karni hain.....
or is mahine ko achey say mana'ne ki niyaat kerni hai
ok
ALLAH tA'LA ham sab ko sirat e mustaqqem pr chalne ki tufeeq ata karaay..........(ameen)
Sab ko rabulawal mubarak ho....
Meri taraf say b sab ko buhat buhat mubarak ho sab ko Rabilawal Mubarak ho...
InshaAllah share karon gi yahan Naats...
Last edited by ~*Rano*~; 16-03-2008 at 07:42 AM.
Agaye Agaye Mustafa Agaye
Agay Agay Mustafa Agaye
Agay Agay Mustafa Agaye
Agaye Agaye Mustafa Agaye
Aj Dunia Main Kher ul wara Agaye
Bazm-e-Konain Main Her Taraf Shoor Hai
Bazm-e-Konain Main Her Taraf Shoor Hai
Bazm-e-Konain Main Her Taraf Shoor Hai
Mustafa Agaye Mujtaba Agaye
Aj Dunia Main Kher ul Wara Agaye
Arsh Walay Mubarak Denay Lagay
Arsh Walay Mubarak Denay Lagay
Arsh Walay Mubarak Denay Lagay
Farsh Walo Habib-e-Khuda Agaye
Farsh Walo Habib-e-khuda Agaye
Aj Dunia Main Kher Ul Wara Agaye
Kon Deta Hai Denay Wala Mounh Chahiye
Kon Deta Hai Denay Wala Mounh Chahiye
Kon Deta Hai Denay Wala Mounh Chahiye
Denay Wala Hai Sacha Hamara Nabi
Denay Wala Hai Sacha Hamara Nabh
Aj Dunia Main Kher ul Wara Agaye
Kaya Khaber Kitnay Taray Khilay Chup Gaye
Kaya Khaber Kitnay Taray Khilay Chup Gaye
Kaya Khaber Kitnay Taray Khilay Chup Gaye
Per Na Dobay Na Doba Hamara Nabi
Per Na Dobay Na Doba Hamara Nabi
Aj Dunia Main Kher Ul Wara Agaye....
Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he
Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kesa he
Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho
Uss sa-ay mayn rab kay aagay sajda karna kesa he
Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay
Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kesa he
Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do
Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kesa he
Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kesa he
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Rehmat Ka Badal Chaaya Sab Hoor-o-Malak ne Gaya
Dekho Sahah-e-Madina Aaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Bibi Tera Naseeba Rab ne Hai Chamkaya
Tujh par Hai Karam Ka Sa'aya Tera Rutba Rabne Badhaya
Tu ne Pyaar-e-Nabi Ko Paaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Aisa Muqaddar Laayi Haleema
Tu Hai Nabi ki Da'ayi Haleema
Bibi Amina Ka Ja'aya Teri Mushkil Main Kaam Aaya
Tera Soya Naseeb Jagaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Gham ke Badal Door Howe Hain
Dukhiya Dil Masroor howe Hain
Alam ne Ujala Paaya Ab har Soo Noor Hai Chaya
Zarra Zarra Chamkaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Bibi Tera Naseeba Rab ne Hai Chamkaya
Tujhpar Hai Karam Ka Saaya Tera Rutba Rabne Badhaya
Tune Pyaar-e-Nabi Ko Paaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Hum ko bulaana Ya Rasulullah![]()
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah![]()
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Tarap uthe ga ye diil ya darakna bul jaenga
Tarap uthe ga ye diil ya darakna bul jaenga
Tarap uthe ga ye diil ya darakna bul jaenga
Dil-e-bismil ka us dar par tamasha ham bhi dekhe gey
Dil-e-bismil ka us dar par tamasha ham bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Adab sey haath baandey un key rozey par karey hogey
Adab sey haath baandey un key rozey par karey hogey
Adab sey haath baandey un key rozey par karey hogey
Suneri jaliyon ka yoon nazara hum bhi dekhe gey
Suneri jaliyon ka yoon nazara hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah![]()
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Darey dowlaat sey lowtaya naheen jata koi khaali
Darey dowlaat sey lowtaya naheen jata koi khaali
Darey dowlaat sey lowtaya naheen jata koi khaali
Waha kherat ka batna Khudaya hum bhi dekhe gey
Waha kherat ka batna Khudaya hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Barasti Gumbad-e-khazra sey tak ratee hui bunday
Barasti Gumbad-e-khazra sey tak ratee hui bunday
Barasti Gumbad-e-khazra sey tak ratee hui bunday
Waha par shaan sey barish barasna hum bhi dekhe gey
Waha par shaan sey barish barasna hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Guzarey raat deen apney isi umeed par hamney
Guzarey raat deen apney isi umeed par hamney
Guzarey raat deen apney isi umeed par hamney
Kisi deen ko jamaal'ey ru'ey zeba hum bhi dekhe gey
Kisi deen ko jamaal'ey ru'ey zeba hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Damey rukhsat kadam maan bar key hai mehsus kartey hain
Damey rukhsat kadam maan bar key hai mehsus kartey hain
Damey rukhsat kadam maan bar key hai mehsus kartey hain
Kisey hai jakhey lowtaney ka yaara hum bhi dekhey gey
Kisey hai jakhey lowtaney ka yaara hum bhi dekhey gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Pohnch jaegey jiis deen ney ujaa kar un key kadmo mein
Pohnch jaegey jiis deen ney ujaa kar un key kadmo mein
Pohnch jaegey jiis deen ney ujaa kar un key kadmo mein
Kisey kehtey hai jannat ka nazaara hum bhi dekhe gey
Kisey kehtey hai jannat ka nazaara hum bhi dekhe gey
Hame bulwa'enge AqaMadina hum bhi dekhe gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Madine ki Azmath Madine ke jalwe
Madine ke charche Madine ka manzar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Madine ki baatein Madine ki raatein
Yahaan to rahte hain mere payambar
Jo hai saare aalam ke Sarwar
Isliye hai Taiba kitna munnawar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Kitna hai pyara pyara Madina
Ise Rab ne kitna sawara
Madine ki azmath ke mai sadqe jawaan
Isme rahte hai mere payambar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Madine ka wo pyara manzar
Waha ke phool aur wahaan ke kankar
Wahaan ka farsh aur minar-e-anwar
Aur waha ka Mihrab-o-Mimbar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Na koi zar hai
Na koi par hai
chala bhi jaata nahi hai mujh se
Phir aa'un kaise tumhare Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Gumbade Khizra ke pyare nazare
Wahaan ki galiyaan wahaan ke raste
Wahaan ki diwarein wahaan ke jalwe
Aur wo sunehra Rauda-e-Anwar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Madine jaakar sar ko jhuka kar
Karunga arz mai ae mere Sarwar
Maaf kardo ise Shafi-e-mahshar
Yehi pe rakhlo mujh ko Apne Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR
Bulwalo AQA jaber ko Dar par
Iski jaan jaae tumhare Dar par
Qatema ho iska eman par
Hotaun pe ho bas AllahuAkbar
Aqa aqa bol banday aqa aqa bol
Zikr nabi tu karta ja yay zikr barra anmol
Aisa din bhi aaja-ay sarkar kay dar pay betthay ho
Lab khamosh zubaan ban ja-ay aansu arza kartay ho
Un kay dar pay ronay waalay, dil say kucch to bolol
Sarkar e do aalam pyaray aqa jidhar say guzra kartay thay
Shajr gawaahi dayta tha or pathar kalima partay thay
Noor e khuda kay munkir ab to, apni aankhayn khol
Aow chalo deewano saaray shehr e madinah chaltay heyn
Mayri kya oqaat he sab hii un kay dar say paltay heyn
Ghairon ko bhi daytay heyn, bin maangay bin mol
Jab say hosh sambaala he meyn unki naatayn parta huun
Gustaahi na ho ja-ay meyn sambal sambal kay chalta huun
Maan ki dua-on ka sadqa, aisa mila maahol
Rashid naatayn likhna parna yay he barra ihsan
Un kay karm kay sadqay hii se unchi he parwan
Naat e nabi tu suna-ay ja, kaano mayn rasghol