Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 11

Thread: Beta Ya Beti

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    candel Beta Ya Beti

    Asalam.o.ALaikum

    Is Duniya Ka Aik aham masla Beta Ya Beti...aj ke is dour main bhi Beta zaida aham hia...aj bhi yeh jahalat paye jati hai ke agar beti paida hojaye tu aurat ko lakhon lantain di jati hian...halakey sub jante hain ke Beta ya Beti Aik murd ki badolat he is duniya main ata hai...Aj maine news paper main aik larki ka masla parha or socha ke ap sub ke sath kuch is mouzo per discussion ki jaye..ke Akhir Beta .Beti ka farq kab katam hoga ? kab hamarey Mashrey main beta .beti ko aik he nigha se dekha jaye ga.

    aik din news paper main maine suchi kahani parhe ke 4 time beti hone per Baap ne jo beti piada hue is he waqt iska gala ghot kar mar diya ...is admi ke hath nahi kanpey ? Qahar tu Allah ka in per nazil hogaya ke kuch he dair bad lite jalane laga tu wahe current lagne se mar gaya or is bachi ko iske sath he aik he qabar main dafa na diya gaya....!

    Akhir aisa ku karte hain ? hum ku Beta .beti main farq karte hain..yeh sub farq paida karne wale bhi hum he hian ...kin wajohat ki bina per aisa hota hai ?

    Aisa Ku Hota Hai K Larka jo chahe kare ? agar koi larki zara azad khayal hojaye (leken wo apni izaat ka pass kare ) tu ise behaya beshaaram kha jata hai..aise he sare bure kaam larka kare leken wo phir bhi izat dar rehta hai ?bhaiou ka jo dil chahe karian ..bahen bhi agar wo he kaaam kare tu bhaiou ki gairet jag jati hia ? tu wo koi bura kaam karte waqt yeh ku nahi sochte ke hum jo buriye kisi ki beti ke sath kar rahe hain wo he hamari bahen ke sath bhi hosakti hai ?

    Ayain aj Is Masle per baat karain ...wo bhi tahamul mijagi se shayad hum koi pehlo dhond sakain.ke yeh sub ki wajohat ki bina per hota hia...or her kisi ka apna apna point of view hota hai..isliye koi kisi per ungli nahi uthaye ga.

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Sarkon Par...!!!
    Age
    46
    Posts
    1,657
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Beta Ya Beti

    hmm...!!!
    naz tum ne bohut hi sensitive issu uthaya hai...!!!
    der haqeeqat beta aur beti ka faraq koi aaj ki yaa 100 saal ya 200 saal purani pedawar nai hai yeh tu zamana-e-jahliyat se bhi pehley ki pedawar hai...!!!
    yaad kero nabuwat se pehley k jahil kafir log bhi tu yehi kiya kertey they...!!!
    unhon ne tu hud hi khatam ker di hui thi k lerki ko pedah hotey hi zinda dafna detey they ya phir kuch intizaar ker k jab woh thori beri ho jati thi tu phir dafna detey they lekin woh bhi zinda...!!!
    ALLAH ne lerkey aur lerki mai kuch faraq nai rakha ma sawaye kuch jasmaani sakht k aur kuch esi zimey dariyon k jo agar lerkey ki hain tu lerka hi puri ker sakta hai aur agar lerki ki hain tu lerki hi puri ker sakti hai...!!!
    aur ALLAH ne tu quran mai sab kuch bayan ker diya hai k lerki aur lerkey mai kiya faraq hai aur woh kitney aik jesey hain...!!!
    masla sirf itna hai k hum log quraan ko hi sahi se nai perhtey sunnat aur hadees tu bohut baad ki baat hai...!!!
    me dawey se keh sakta hon k agar sirf quran ko terjumey k sath samajh ker hi perh len tu shayed esi ghinaoni harkat koi bhi na kerey...!!!

    umeed kerta hon k tumharey asley ka aik jawab tu yeh hua baqi tum iss ko perh k jo rply kero ge tu uss k hissab se discussion ko agey berhayen gey insha ALLAH...!!!
    khush raho...
    ~AawarA GambleR~

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    10737447

    Default Re: Beta Ya Beti

    bas Allah humain ye samajnay ki toufeeq dai k chayee baita ho yaa baiti.. sab Allah ki dain hay.. Baiti Allah ki Rahmat hoti hay aur Baita Naimat..

    baqee ager mouqa mila tou tafseelan post karoon ga yahan

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: Beta Ya Beti

    Quote Originally Posted by ~AawarA~ View Post

    sensitive issue tu yeh waqie he hia..her koi uthate hue darta hai ..leken SD ka mahol aisa banana chahti hon ke yaha koi bhi masla aram se discuss kiya jasake..log ghabraye nahi ...balke aram se apna masla share karain.

    jee yeh silsila tu nasl dur nasl chala aaraha hai...masla yeh hai ke log ku nahi samjhte ? jis Maa ke pait se wo janam lete hain wo bhi Aik larki he hai ? kiya larki itni buri hoti hia ke ise zinda dafan kardiya jaye ?

    chalian hum bhot dor nahi jate...apne ass paas ke mahol ko he dekh lain...aksur Maayain beti se zaida betey ko tarjej dete hain...iske khane pene..kapre her chez ka khayal itna rakha jata hai...kabhi kabhi tu koi chez agar larki ko pasand ajaye leken wo larkey ko bhi pasand ho tu wo ise he de jati hia...aisa farq ku kiya jata hai...bhai behno ke sath ku farq rakha jata hia..yehe murd ke dil main yeh khayal ajata hai ke hum hakim hia...main manti hon ke her dour main or aj ke dour main bhi Mard he ki hakomat hai...auratain jitni bhi taraki karalin leken Murd hamesha inko peche he rakhte hain...or agar biwi bhot parhi likhi or shohar kam parha likha tu yaha jalan ajati hia..yeh ya tu nafsiyati masla hia ya inke zahan main bachpna se he yeh baat hoti hia ke Hum hakim hian.hamain phele apni behno per iske bad biwi per hakomat karne hian...leken aik bat or kehdon ke main yaha mardon ke khilaf nahi hon...main sirf yeh kehna chah rahe hon ke kiya aisa bachpan se inke zahan main bithaya jata hai .ya inki khud he aise soch hojati hia..app bhi tu larkey hiana app bataye ap kia sochte hain is bare main ?

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: Beta Ya Beti

    Quote Originally Posted by SiLenT ScReaM View Post
    bas Allah humain ye samajnay ki toufeeq dai k chayee baita ho yaa baiti.. sab Allah ki dain hay.. Baiti Allah ki Rahmat hoti hay aur Baita Naimat..

    baqee ager mouqa mila tou tafseelan post karoon ga yahan

    jee janab or maine tu yeh dekha hai ke jis ghar mian larki na ho waha ronaq nahi hoti..yaqen manaye duniya ki her chez ko leken waha ronaq nahi hogi..hamari khala hian ....inke haan aik beti hue thi leken phri death hogaye inke 2 he betey hian koi beti nahi..mere cusions ne mujhe he apni bahen banaya hua hai...inke ghar mian sub hai leken ronaq nahi..leken MashAllah 36yrs bad ab Betey ke ghar larki hue hai tu yaqen janaye itni khushi manaye hain inho ne ..ke main bata nahi sakti..inke chehrey ki khushi batati hia k wo larki hone se kitne khush hian ...aise bhi tu log hiana jo khush hote hian..or aksur logo maine dekha hai mujhe zahar lagti hai yeh baat..ke jab larka hota hai tu Mithaye bantte hain or jab larki tu kuch nahi aisa ku karte hain log...halakey hum tu larka ho ya lakri hamaesha mithaye bantte hian.mere bhai ka aik larka or 3 larkiyan hian isne tesri larki hone per bhi mithaye banti..aik bar nahi kha ke kassh larka hojata ....yaha maine apne he janne walon main dekha ke Pheli Larki hone per bhi kuch nahi....aisa farq ku hai ...akhir ku

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Sarkon Par...!!!
    Age
    46
    Posts
    1,657
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Beta Ya Beti

    Quote Originally Posted by naz View Post
    sensitive issue tu yeh waqie he hia..her koi uthate hue darta hai ..leken SD ka mahol aisa banana chahti hon ke yaha koi bhi masla aram se discuss kiya jasake..log ghabraye nahi ...balke aram se apna masla share karain.

    jee yeh silsila tu nasl dur nasl chala aaraha hai...masla yeh hai ke log ku nahi samjhte ? jis Maa ke pait se wo janam lete hain wo bhi Aik larki he hai ? kiya larki itni buri hoti hia ke ise zinda dafan kardiya jaye ?

    chalian hum bhot dor nahi jate...apne ass paas ke mahol ko he dekh lain...aksur Maayain beti se zaida betey ko tarjej dete hain...iske khane pene..kapre her chez ka khayal itna rakha jata hai...kabhi kabhi tu koi chez agar larki ko pasand ajaye leken wo larkey ko bhi pasand ho tu wo ise he de jati hia...aisa farq ku kiya jata hai...bhai behno ke sath ku farq rakha jata hia..yehe murd ke dil main yeh khayal ajata hai ke hum hakim hia...main manti hon ke her dour main or aj ke dour main bhi Mard he ki hakomat hai...auratain jitni bhi taraki karalin leken Murd hamesha inko peche he rakhte hain...or agar biwi bhot parhi likhi or shohar kam parha likha tu yaha jalan ajati hia..yeh ya tu nafsiyati masla hia ya inke zahan main bachpna se he yeh baat hoti hia ke Hum hakim hian.hamain phele apni behno per iske bad biwi per hakomat karne hian...leken aik bat or kehdon ke main yaha mardon ke khilaf nahi hon...main sirf yeh kehna chah rahe hon ke kiya aisa bachpan se inke zahan main bithaya jata hai .ya inki khud he aise soch hojati hia..app bhi tu larkey hiana app bataye ap kia sochte hain is bare main ?
    hmm...!!!
    wesey tu tumharey bohut se sawalaat ka jawab me apni pehli post mai hi de chuka hon k sirf ilam ki kami hai yeh...!!!

    ab me baat kerta hon k humaree socity mai esa kiyon hota hai...lrkey ko lerki per terjeeh kiyon di jaati hai...iss ki beri sada si aur aam si reason hai aur woh yeh reason hai k sab se pehley aap yeh dekho k humari society hai kiya aur kosni hai...???
    jab iss sawal ka jawab dhondney nikaltey hain tu hum ko jo baat sa se pehley feel hoti hai woh yeh k hamra apna tu koi muashra hai hi nai...hum jiss muashrey mai reh rahey hain yeh agar ghor kiya jaye tu saraser hindu muashrey ki taqleed ker rahey hain hum log...!!!
    ghor kero jo kuch aaj media dikha raha hai uss mai kaheen se koi islamic rang nazar atta hai...???
    mujhey tu nai atta kam iz kam...!!!
    aur yeh sab isi hindu muashrey ki pedawaar hai jo lerki ko achoot samajhtey hain aur lerkon ko bhagwaan...!!!
    isi liye me ne kaha tha k ilam ki kami hai agar islam ko proper tareeqey se samjha jaye tu humara mazhab itna pakeeza aur itna mukamal hai k tum khud bhi heraan ho jao gee k ALLAH ne lerki aur lerkey mai kiya diff rakha hua hai...!!!

    ab rahi baat yeh k chalo yeh sab tu ho gaya humarey muashrey mai rach bas gaya hai tu ab iss ko khatam kesey kiya jaye tu janab uss k liye kuch kaam kerney hon gey...!!!

    sab se pehley tu har insaan ko chahey woh mard hai ya aurat uss ko apney aap ko theek kerna ho ga na k doserey ko sudharney ki koshish kerni ho gi...!!!

    phir uss ko apney deen ko kam iz kam itna samajhna ho ga k uss ko pata chaley k uss ki asal kiya hai...!!!

    deen ko samajhney k baad uss per amal bhi kerna ho ga...!!!

    mujhey yaqeen hai k agar jo me ne yeh points kahey hain inn per har koi amal kerey tu yeh muashra aik misali muashra ban sakta hai insha ALLAH...!!!

    me janta hon k merey ilfaaz sakht hotey hain aur hain bhi lekin yehi sach bhi hai aur me yahan iss liye esa bol raha hon k naz tum ne khud hi azadi di hai bolney ki...mera hargiz yeh maqsad nai hai k me kisi ki dill azari keron...!!!

    aik baat aur woh yeh k mujhey tu kam iz kam tumharee baton se kaheen bhi yeh feel nai hota k tum sirf aurton ki hamayat ker rai ho dekho jo sach hai so hai yeh male dominant society hai aur jo kuch tum ne kaha hai woh sach hai...!!!

    umeed kerta hon k yeh jawab hua tumharey rply ka agarchey pura nai hai lekin chalo kuch tu sahi...

    khush raho...
    ~AawarA GambleR~

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Thanked
    1
    Rep Power
    4498040

    Default Re: Beta Ya Beti

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Acha kahsa Design karnay jaa rha tha k achank nazar parh gai.... aik nehyat hi talkh haqeeqat ko aap nay byaan kiya hay ... jis per mai bhi kuch qalam band karna chonga .

    Naz aap nay jin bato per nazar daali hay afsoos wo harkaty mai nay apni ankho say khud bhot dekhi hy .. aur mujhy inthai hayrat aur afsoos bhi hota hay k jaahil tabkay ki nisbat aap ko ziyada tar Parhy likhy log bhi nazar ay gy .

    Drasal , aaj tak dunia Aurat ko samjh hi nahi saki hay .... wo ya samjhti hy k Aurat bus Ghulam hay is say ziyada kuch nahi ... her mard dawa to kar ta hy k hum nay apni Aurto ko bhopt pyaar say rakha hay per jab amal dekhny ko aata hay to yahi Marda ankhin utha kar mathay per rakh layta hay .

    Baytiya .... khud ki rahmat hoti hay ... PBUH ki baytiyo ko agr aap dekhya to asi misalay qaym hay jo beto nay qaym hi nahi ki hui ...

    Meri apni 5 sisters hay ... 3 married hay aur dekhty hi dekhtay meri aankho k samany aaj wo Bhano sy barh kar ksii ki Biwi aur ab Mothers ban gai hay ... per aaj bhi kami mahsoos hoti hay jab Ghar mai ata hoon to koi bhi nakhra karnay wala nahi koi bhi farmayish karnay wala nazar nahi ata .

    Mard kiya hay ... ya Mard nay kabhi socha hi nahi ... Aurat ka koi qasoor hi nahi hota hay ... Aurat to apnay Shor ki khuaishow ko puri karty karty thak jati hay per ya Mard usay lamha bhar k liya , pal bhar k liya kabhi palat kar ya nahi puchta k kis haal mai ho ya kis takleef mai ho ... jab k ya Mared khud nahi janta k ya Payda bhi aik aurat say hi hua hy .

    Betiyo ko bura samjhna , ya un per tafreeq rakhna Jahliyt ki wo unchai hay jis say nafrat k sawa kuch nahi milta .

    Beta kya hota hy ... sirf takleef deyta hay ... wo .. wo khidmat nahi kar sakta jo aik beti kar deyti hay ... mai kisi ki nahi apni mislal dekhta hoon k mai Job karta hoon , dunia jhaan ki cheezian apnay waldain k qadmo mai rakh deyta hoon . per mai wo sukoon deyny say qaser hoon jo betia dey ti hay .

    Aur ya haal sirf Pakistan mai hi nahi Arab ka bhi yahi haal hay ... Yha Larki payda hoti hay to Jashan mania jata hay ... banisbat larky k ... per aap ko hayrat ho gi k ya jashan is khushee mai nahi hota k Beti hui hay balkay is khushee ka hota hy k is ki shadi ho gi to moon manga Mahar milay ga . ****i soch hay logo ki

    FeamnAllah

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: Beta Ya Beti

    Quote Originally Posted by ~AawarA~ View Post
    hmm...!!!
    wesey tu tumharey bohut se sawalaat ka jawab me apni pehli post mai hi de chuka hon k sirf ilam ki kami hai yeh...!!!

    ab me baat kerta hon k humaree socity mai esa kiyon hota hai...lrkey ko lerki per terjeeh kiyon di jaati hai...iss ki beri sada si aur aam si reason hai aur woh yeh reason hai k sab se pehley aap yeh dekho k humari society hai kiya aur kosni hai...???
    jab iss sawal ka jawab dhondney nikaltey hain tu hum ko jo baat sa se pehley feel hoti hai woh yeh k hamra apna tu koi muashra hai hi nai...hum jiss muashrey mai reh rahey hain yeh agar ghor kiya jaye tu saraser hindu muashrey ki taqleed ker rahey hain hum log...!!!
    ghor kero jo kuch aaj media dikha raha hai uss mai kaheen se koi islamic rang nazar atta hai...???
    mujhey tu nai atta kam iz kam...!!!
    aur yeh sab isi hindu muashrey ki pedawaar hai jo lerki ko achoot samajhtey hain aur lerkon ko bhagwaan...!!!
    isi liye me ne kaha tha k ilam ki kami hai agar islam ko proper tareeqey se samjha jaye tu humara mazhab itna pakeeza aur itna mukamal hai k tum khud bhi heraan ho jao gee k ALLAH ne lerki aur lerkey mai kiya diff rakha hua hai...!!!

    ab rahi baat yeh k chalo yeh sab tu ho gaya humarey muashrey mai rach bas gaya hai tu ab iss ko khatam kesey kiya jaye tu janab uss k liye kuch kaam kerney hon gey...!!!

    sab se pehley tu har insaan ko chahey woh mard hai ya aurat uss ko apney aap ko theek kerna ho ga na k doserey ko sudharney ki koshish kerni ho gi...!!!

    phir uss ko apney deen ko kam iz kam itna samajhna ho ga k uss ko pata chaley k uss ki asal kiya hai...!!!

    deen ko samajhney k baad uss per amal bhi kerna ho ga...!!!

    mujhey yaqeen hai k agar jo me ne yeh points kahey hain inn per har koi amal kerey tu yeh muashra aik misali muashra ban sakta hai insha ALLAH...!!!

    me janta hon k merey ilfaaz sakht hotey hain aur hain bhi lekin yehi sach bhi hai aur me yahan iss liye esa bol raha hon k naz tum ne khud hi azadi di hai bolney ki...mera hargiz yeh maqsad nai hai k me kisi ki dill azari keron...!!!

    aik baat aur woh yeh k mujhey tu kam iz kam tumharee baton se kaheen bhi yeh feel nai hota k tum sirf aurton ki hamayat ker rai ho dekho jo sach hai so hai yeh male dominant society hai aur jo kuch tum ne kaha hai woh sach hai...!!!

    umeed kerta hon k yeh jawab hua tumharey rply ka agarchey pura nai hai lekin chalo kuch tu sahi...

    khush raho...

    ilm hasil karne walo ko bhi aise jahalat karte dekha hai ...

    hum koi society nahi rakhte yeh aik haqeqat hai..hum dosron ki naqal karna jante hian bus...

    hamara mazhab tu MashALlah bhurpor mazhab hai ...leken masla yeh hia ke hum apne mazhab ko samjhna he nahi chahte...hum dosron ki taqled main khud aise buriye main gir chuke hian ke nikalne ka sochte he nahi...ya nikalna chahte he nahi...

    kabhi kabhi main sochti hon larke larki ka jo chakar hai is main zaida tur aik larki he dosri larki ki dushman hoti hai...wo aise he bahu ke haan beti hojaye tu saas ko taklef hue na dushman phir aik larki he ? is masle ke hul ke liye hamain apna mahol....mazhab se lagao paida karna hoga...agar hum aisa karlain ...tu shayd hum larkey lakri ka farq mita sakte hain...

    leken masla phir wo he hia ke hum kuch karna he nahi chahte ...paki pakaye handi chahye hai bus...

    ap ke lehje mian bilkul talkhi nahi hia yeh aik haqeqat hai ....or sach bolna or sunna mujhe dono he bhot pasand hian.

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: Beta Ya Beti

    Quote Originally Posted by Bheegi-Palkain View Post
    Assalam-o-Alikum WR WB

    Acha kahsa Design karnay jaa rha tha k achank nazar parh gai.... aik nehyat hi talkh haqeeqat ko aap nay byaan kiya hay ... jis per mai bhi kuch qalam band karna chonga .

    Naz aap nay jin bato per nazar daali hay afsoos wo harkaty mai nay apni ankho say khud bhot dekhi hy .. aur mujhy inthai hayrat aur afsoos bhi hota hay k jaahil tabkay ki nisbat aap ko ziyada tar Parhy likhy log bhi nazar ay gy .

    Drasal , aaj tak dunia Aurat ko samjh hi nahi saki hay .... wo ya samjhti hy k Aurat bus Ghulam hay is say ziyada kuch nahi ... her mard dawa to kar ta hy k hum nay apni Aurto ko bhot pyaar say rakha hay per jab amal dekhny ko aata hay to yahi Marda ankhin utha kar mathay per rakh layta hay .

    Baytiya .... khud ki rahmat hoti hay ... PBUH ki baytiyo ko agr aap dekhya to asi misalay qaym hay jo beto nay qaym hi nahi ki hui ...

    Meri apni 5 sisters hay ... 3 married hay aur dekhty hi dekhtay meri aankho k samany aaj wo Bhano sy barh kar ksii ki Biwi aur ab Mothers ban gai hay ... per aaj bhi kami mahsoos hoti hay jab Ghar mai ata hoon to koi bhi nakhra karnay wala nahi koi bhi farmayish karnay wala nazar nahi ata .

    Mard kiya hay ... ya Mard nay kabhi socha hi nahi ... Aurat ka koi qasoor hi nahi hota hay ... Aurat to apnay Shor ki khuaishow ko puri karty karty thak jati hay per ya Mard usay lamha bhar k liya , pal bhar k liya kabhi palat kar ya nahi puchta k kis haal mai ho ya kis takleef mai ho ... jab k ya Mared khud nahi janta k ya Payda bhi aik aurat say hi hua hy .

    Betiyo ko bura samjhna , ya un per tafreeq rakhna Jahliyt ki wo unchai hay jis say nafrat k sawa kuch nahi milta .

    Beta kya hota hy ... sirf takleef deyta hay ... wo .. wo khidmat nahi kar sakta jo aik beti kar deyti hay ... mai kisi ki nahi apni mislal dekhta hoon k mai Job karta hoon , dunia jhaan ki cheezian apnay waldain k qadmo mai rakh deyta hoon . per mai wo sukoon deyny say qaser hoon jo betia dey ti hay .

    Aur ya haal sirf Pakistan mai hi nahi Arab ka bhi yahi haal hay ... Yha Larki payda hoti hay to Jashan mania jata hay ... banisbat larky k ... per aap ko hayrat ho gi k ya jashan is khushee mai nahi hota k Beti hui hay balkay is khushee ka hota hy k is ki shadi ho gi to moon manga Mahar milay ga . ****i soch hay logo ki

    FeamnAllah

    walaikum salam

    desinging karlete phele

    jee ap ne baja farmya parhe likhe jahil dono is kaam main aik sa kirdar ada kar rahe hain..tu sirf aik fareq ko ilzam nahi diya jaskata.

    baz jaga auraton ke sath bhot ziyadti hoti hai...dekh ker behad afsos hota hai..leken wo apne sar ke taj ki waja se khamosh tamashaye ki tarah zindagi guzar lete hain.

    haan kuch log aise hian jo beti piada hone per khush hote hian ..wo bhi ise surat ke main maal aye ga kiya baat hai or kiya he soch hai ....

  10. #10
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Thanked
    111
    Rep Power
    21475004

    Default Re: Beta Ya Beti

    Is Topic Pe Baatein To Bohot Hain Lekin Main Kuch Kehna Nahin Chahta

    Kyun Ke 5 Ungliyaan Barabar Nahin Hoti Umeed Hain Jinhaun Ne Ye Tharead Shuroo Kiya

    Hai Wo Samajh Gayi Haun Gi

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •