marni guppian hain but post ka title to gummien marnai ka hai![]()
aslamaykum friends
ao chips khao na
oh haan yahan aap nay guppien maarnay k saath saath makhiyan aur macher b maar saktay ho![]()
topic koi b aur kuch b ho sakta haii mean u can talk about anything n everything here
mager izzat ka daaman haath say na chaddna, aur yaad rakhna Dua swimming pool mein b phenk sakti hai![]()
marni guppian hain but post ka title to gummien marnai ka hai![]()
amita wo title bas gham mein "gamnmien ho giya tha![]()
me masoom ko to gupppay nahi ati![]()
wesay hi jald lgnay wala hy is ka record![]()