wah![]()
Baray Badnaseeb Thehray , Jo Qaraar Tak Naa Pohanchay . . . . .
Dar-e-Yaar Tak To Pohanchay , DIL-e-Yaar Tak Naa Pohnchay . . . . . !
wah![]()
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
wah g bhoot khub![]()
thanks
wah.......
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
khoob
Nice
wah
کہاں اتنی سزائیں تھیں بھلا اس زندگانی میں
ہزاروں گھر ہوئے روشن جو میرا دل جلا محسنؔ