nice![]()
Aisa nahi ky naffs ka shaitan mar gya
Shaitan tu hai zinda haan Insan mar gya
Sajdoo mein sar jukaney ki fursat nahi rhi
Mommin ki rooh mein bsa MUSALMAN mar gya
Masjid tu pakki ban gyi aur shandaar bhi
Kaachi hain RAB sy chahtey aur EMAAN mar gya
Baatil ko jotha kehny ki taqat nahi rahi
Ho HAQ SAR BULAND ye armaan mar gya
Ay insan khairat hai teri qismat py kis terha
Paida hoya tu khosh numma aur veeran mar gya.
nice![]()
very nice....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!