-
depression ki waja
Aslam o aliekum dear SD members!
shaid apni zaat me tanha rehna depression ki waja hai ap sab ka kya khayal hai?
kabhi kabhi life me aise pal b ate hain k insaan chahne k bawjood kisi se kuch nhi keh pata andar hi andar ghutta rahta hai kisi se kuch bol nhi pata k wo kya feel kar rha hai dil ki baat dil me dabaye rakhta hai aur result k toor pe wo tanha rah jata hai chirchira aur talakh ho jata hai kisi se bat nhi karta aur log samjhte hai k magroor hai akhir log ye kyon nhi samhjte k har khamosh sakhs magroor nhi hota balke kabhi kabhi insaan apni zaat se jang me masroof hota hai
baz uqat insaan kitna bebas ho jata hai na k apni dil ki baat dil me rakhne pe majboor hota hai kuch b kar nhi pata aur phir depression ka shikar ho jata hai.
agar ap apne ird gird kisi ko apni zaat se jang me masroof dekhein to plz use tanha na chorein balke usse sambhalne me help karein take wo depression me na jaye
-
-
Re: depression ki waja
Walaikum Assalam
Bohat Khoob likha hai aap nay jee bilkul sahi kaha aap nay hum asal mai behis ho chukay hain aaj kal Allah sab ko hidayat dey Ameen
-
-
-
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules