Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 11

Thread: Mousam

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    10737447

    snow Mousam


    Her Pal Udaasi ka chahya huwa hay yahan
    Shaakh se eik eik patta alag ho raha hay yahan

    Kaash khizaan ka haal dekhta koi yahan
    Taiz Huwaon ne Sab kuch bikhra dia hay yahan

    Her shajar hey is AaaS par yahan
    Khizaan kay baad Bahaar aayee gi yahan

    Phir Nayee kounplain photain gi yahan
    Phir naye Pattay Niklain gay yahan

    Naa Janay kab Aaye gaa ye samaan
    apne Saath kitne Rang laye ga yahan

    Bas intezaar hay iss bahaar ka hain
    Naa janay kab aaye ga ye Samaan
    Apne saath kitne Rang laye ga yahan


    ( Meri apni likhi huee Gazal... mujay likhna tou nahi aata koshish zaroor ki thi )

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mousam

    Bohat achay.. bohat achi koshish hai .. daad qabool kijiye.. aur agar yunhi likhty rahay to eik din bohat hi acha likhny lagen gey..InshaAllah.. aazmyesh shart hai .. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - Mousam

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Thanked
    1
    Rep Power
    4498040

    Default Re: Mousam

    Assalam-o-alikum WR WB

    Likhna kisi ko nahi aata hay kosish hi ki jaati hay ... aap ko bata ta chalo k jab PBUH per Wahi nazil hui thi to yahi baat Allah nay khi thi ayat Iqra Bis Me Rabi kal lazi khalaq ... to janab likhti rahay ...

    FeamnAllah

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: Mousam

    u bhiiiiiiiiiii is list main agaye

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    10737447

    Default Re: Mousam

    Aray aap sab ka bohat bohat shukar guzaar hon k aap sab ne meri housla afzaai ki...... waisay aapas ki baat hay.. 3...4 ghazals aur likhi huee hain.. par dar raha tha k kaheen sab mazak naa uraain

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Thanked
    1
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Mousam

    zaberdast SS
    ranisrequest - Mousam

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mousam

    Quote Originally Posted by SiLenT ScReaM View Post
    Her Pal Udaasi ka chahya huwa hay yahan
    Shaakh se eik eik patta alag ho raha hay yahan

    Kaash khizaan ka haal dekhta koi yahan
    Taiz Huwaon ne Sab kuch bikhra dia hay yahan

    Her shajar hey is AaaS par yahan
    Khizaan kay baad Bahaar aayee gi yahan

    Phir Nayee kounplain photain gi yahan
    Phir naye Pattay Niklain gay yahan

    Naa Janay kab Aaye gaa ye samaan
    apne Saath kitne Rang laye ga yahan

    Bas intezaar hay iss bahaar ka hain
    Naa janay kab aaye ga ye Samaan
    Apne saath kitne Rang laye ga yahan


    ( Meri apni likhi huee Gazal... mujay likhna tou nahi aata koshish zaroor ki thi )
    nazm parh kr kisi tarha bhi mahsoos nahi hota kay ye pehli baar ya kisi taaza kaar ki likhi hoi hay,,,boht achi nazm hay or apnay takhleeq kaar kay pukhta roo honay ka suboot hay,,boht saari daad
    love thou - Mousam

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    10737447

    Default Re: Mousam

    Quote Originally Posted by Đŕeåmẹr View Post
    nazm parh kr kisi tarha bhi mahsoos nahi hota kay ye pehli baar ya kisi taaza kaar ki likhi hoi hay,,,boht achi nazm hay or apnay takhleeq kaar kay pukhta roo honay ka suboot hay,,boht saari daad

    Aray main iss qabil kahan

    thanx dost

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    14,318
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    193 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    10737447

    Default Re: Mousam

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    zaberdast SS

    thankoo thankoo

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Mousam

    bht achi Khoshish hai

    bilkul nahi laga k app new writter ho

    zbrdst ..

    keep sharing vth us

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •