Voted
Asslam-o-alaikum
sep k competition ki polling k sath hazir hun...:queen:
is bar ap logon ne
![]()
is pic se related shairy share karni thi
ye rahi sab ki sharingriter:
jo ap ko achi lagay,usy vote cast kijiye :sweet:
Important note:- :rose:
khud ko vote nai de saktay..:no:
Last date 28th sep hai..:stylish:
Winner decide karne k liye ap k votes 50% tak ki ehmiyat rakhte hain baqi 50% Adminz(Naz,Sheem) decide Karein gay :friends:
****************************
Paras
کتابیں جھانکتی ہیں بند الماری کے شیشوں سے
بڑی حسرت سے تکتی ہیں
مہینوں اب ملاقاتیں نہیں ہوتیں
جو شامیں ان کی صحبت میں کٹا کرتی تھیں، اب اکثر
گزر جاتی ہیں کمپیوٹر کے پردوں پر
بڑی بے چین رہتی ہیں
انہیں اب نیند میں چلنے کی عادت ہو گئی ہے
بڑی حسرت سے تکتی ہیں
جو قدریں وہ سناتی تھیں۔۔۔۔
کہ جن کے سیل کبھی مرتے نہیں تھے
وہ قدریں اب نظر آتی نہیں گھر میں
جو رشتے وہ سناتی تھیں
وہ سارے ادھڑے ادھڑے ہیں
کوئی صفحہ پلٹتا ہوں تو اک سسکی نکلتی ہے
کئی لفظوں کے معنی گر پڑے ہیں
بنا پتوں کے سوکھے ٹنڈ لگتے ہیں وہ سب الفاظ
جن پر اب کوئی معنی نہیں اگتے
بہت سی اصطلاحیں ہیں۔۔۔۔
جو مٹی کے سکوروں کی طرح بکھری پڑی ہیں
گلاسوں نے انہیں متروک کر ڈالا
زباں پہ ذائقہ آتا تھا جو صفحے پلٹنے کا
اب انگلی کلک کرنے سے بس اک
جھپکی گزرتی ہے۔۔۔۔۔
بہت کچھ تہ بہ تہ کھلتا چلا جاتا ہے پردے پر
کتابوں سے جو ذاتی رابطہ تھا، کٹ گیا ہے
کبھی سینے پہ رکھ کے لیٹ جاتے تھے
کبھی گودی میں لیتے تھے
کبھی گھٹنوں کو اپنے رحل کی صورت بنا کر
نیم-سجدے میں پڑھا کرتے تھے، چھوتے تھے جبیں سے
خدا نے چاہا تو وہ سارا علم تو ملتا رہے گا بعد میں بھی
مگر وہ جو کتابوں میں ملا کرتے تھے سوکھے پھول
کتابیں مانگنے، گرنے، اٹھانے کے بہانے رشتے بنتے تھے
ان کا کیا ہو گا
وہ شاید اب نہیں ہوں گے
(گلزار)
sooni
maiz chup chaap, ghari band, kitaaben khaamosh
apnay kamray ki udaasi pay taras aata hai
mera kamra jo mere dil ki har ek dharkan ko
saal’ha saal se chup chaap ginay jaata hai
jehd-e-hasti ki kari dhoop se thak jaanay par
jis ki aaghosh ne bakh’sha hai mujhay maaN ka khuloos
jis ki khaamosh inaayat ki suhani yaaden
loriyan ban k mere dil men sama jaati hen
meri tanhai k ehsas ko zaayel karnay
jis ki deewaaren mere pass chali aati hen
ye kitaaben bhi mera saath nahi deetiN aaj
KATES ki nazm, ARASTU k hakeemaana qoal
sang-e-mar’mar ki imaarat ki tarah saakit hen
tu hi kuch baat kar aey mere dharaktay huay dil
tu hi ek mera sahara hai, mera moonis hai
tu hi is sard andhere men charaaghaN kar day
zindagi meri koi baat nahi sun sakti
mujko maloom hai kya beet chuki hai tujh par
mere chehray k sulagtay huay zakhmon ko bhi dekh
meri aankhon pay, meri fikr pay paabandi hai
men usay chaahon bhi to yaad nahi kar sakta
tu usay kho k machal sakta hai, ro sakta hai
aur men lut k bhi faryaad nahi kar sakta
isi aeenay ne dekhay hen hamaray jhagray
yehi zeena hai jahan men ne usay chooma tha
in qameezon men, in uljhay huay roomaaloN men
us k baalon ki mehek aaj bhi aasooda hai
jo kabhi meri thi, inkaar pay bhi meri thi
ab faqat bazm-e-tasavvur men nazar aati hai
raat bhar jaag k likhi hui tehreeroN se
ab bhi un aankhon ki tasveer ubhar aati hai
chaandni khil k nikhar aee hai darwaazay par
oas se bheegtay jaatay hen puraanay gamlay
subh kya jaanay kahan hoti hai, kab hoti hai
jaanay insaan ne kis waqt ye nemat paee
meri qismat men bas ek silsila-e-shaam-o-sahar
mere kamray k muqaddar men faqat tanhaee...
jam786
چہرے پڑھتا آنکھیں لکھتا رہتا ھوں
میں بھی کیسی باتیں لکھتا رہتا ھوں
سارے جسم درختوں جیسے لگتے ھیں
اور بانہوں کو شاخیں لکھتا رہتا ھوں
تجھ کو خط لکھنے کے تیور بھول گئے
آڑھی ترچھی سطریں لکھتا رہتا ھوں
تیرے ہجر میں اور مجھے کیا کرنا ھے
تیرے نام کتابیں لکھتا رہتا ھوں
تیری زلف کے سائے دھیان میں رہتے ھیں
میں صبحوں کو شامیں لکھتا رہتا ھوں
اپنے پیار کی پھول مہکتی راہوں میں
لوگوں کو دیواریں لکھتا رہتا ھوں
تجھ سے مل کر سارے دکھ دہراؤں گا
ہجر کی ساری باتیں لکھتا رہتا ھوں
سوکھے پھول،کتابیں،زخم جدائی کے
تیری سب سوغاتیں لکھتا رہتا ھوں
اس کی بھیگی پلکیں ہنستی رہتی ھیں
"محسن"جب تک غزلیں لکھتا رہتا ھوں
sarfraz_qamar
اک گوشہ ہو تنہائی کا
تیری یاد ہو بس اور میں ہوں
میں تجھ کو چاہوں
تجھ کو جانوں
تجھ ہی کو سوچوں
تجھ ہی کو مانگوں
اک پل وہ میری عمر کا
ہو محیط .... میری حیات تلک.....!
اک گوشہ ہو تنہائی کا ..
تیری یاد ہو بس اور میں ہوں!
خلوت میری وہ بن جائے جلوت
ہونٹوں پر ہنسی کھلاہے یوں
روح معطر کر جائے میری
تیری یاد ہو بس اور میں ہوں
اک گوشہ ہو تنہائی کا ....
تیری یاد ہو بس اور میں ہوں
Youthful
دل میرا اک کتاب کی صورت
جس میں وہ ہے گلاب کی صورت
ہم سے پوچھو کہ ہم گزار آئے
زندگی کو عذاب کی صورت
حسن کچے گھڑے کا شیدائی تھا
عشق موج چناب کی صورت
عشق میں اس طرح نہیں ہوتا
یہ نہیں ہے نصاب کی صورت
پوچھتا ہے کہ میری غزلوں میں
کون ہے اضطراب کی صورت
میں وفا کی وہی پرانی کتاب
وہ نئے انتساب کی صورت
جو نہیں کر سکے، کبھی وہ سوال
اس نے لکھا جواب کی صورت
zain
Apni "MOHABBAT" ki kitab likh rha hun...
Apni "MOHABBAT" ki kitab likh rha hun
Jo howey na poray wo khuwab likh rha hun...!*~
Jis se roshan hui kul kainat meri
Us chand se chehray ko mehtab likh rha hun...!*~
Jab se us ne mujhe rahon main chora hai tab se
use acha or khud ko kharab likh rha hun...!*~
wo agar bura na manay to aay mri zindage
Main use apni saltanat ka nawab likh rha hun...!*~
Hum ne yuhi nahi itnay kagaz siyah kiye bs
Uski or apni wafaon ka hisab likh raha hun...!*~
zindagi
Merey Dil Ka Kamra
Fursatt main kabhi meri ankhon se tum
merey dil ke kamrey main jhankna
dikhai dega tumhey har teraf tumhara hi aks
dil ki har dharkan main tumhari pukaar hogi
laho ki bajaye, behta tumhara ehsas hoga
tumharey liye pyar hi pyar hoga!
kamrey ki har deewar pey tumhara hi naam hoga
na khirki hogi, na koi darwaza hoga
har ikk lamha, har ikk pall
jo guzrey tumharey sang
onh yadon ka aik dhaer hoga!
tumhari hassi,tumharey kehkahey gonjte honge
sheeshey main tumhari muskaan qaid hogi
bohat si umeedain hongi
wafa aur bohat khwab honge
daro-midar jinka tum hi to hoge!
aik hi jhalak main tum maan jao gey yeh baat meri
ke dharkano ki terah bassey dil main merey tum hi to ho!
aur tumharey daikhney se bahar hi bahar hogi!
kabhi waqt miley to meri ankhon se
merey dil ke kamrey main jhankna zaroor!!
maliha farhan
بہت ہی مدت کے بعد کل جب
کتاب ماضی کو میں نے کھولا
بہت سے چہرے نظر میں اترے
بہت سے ناموں پر دل پسیجا
اک ایسا صفحہ بھی اس میں آیا
لکھا ہوا تھا جو آنسوؤں سے
کہ جس کا عنواں "ہمسفر " تھا
جو صفحہ سب سے معتبر تھا
کچھ اور آنسو پھر اس پہ ٹپکے
پھر اس سے آگے میں پڑھ نہ پایا
کتاب ماضی کو بند کر کے
تمہاری یادوں میں کھو گیا میں
اگر تو ملتا تو کیسا ہوتا
انہی خیالوں میں سو گیا میں
Danyal
vampire
Walaikumusalam
Mein jab bhi
zindagi ki chilchilaati dhoop mein tap kar....
Mein jab bhi
doosron ke aur apney jhooth se thak kar...
mein sabse larh ke, khud se haar ke,
jab bhi us ek kamrey mein jaata tha...
Woh halke aur gehrey kathaii rangon ka kamra,
woh behadd meharbaan kamra...
jo apni narm muthii mein mujhe aise chupa leta tha
jaise koii maa...
bachhe ko aanchal mein chupa le
pyaar se daantey...
yeh kya aadat hai
jaltii dopahar mein maare maare ghoomtey ho tum
Woh kamraa yaad aata hai...
Dabeez aur khaasa bhaari
kuch zara mushkil se khulney waala
woh sheesham ka darwaazaa
ki jaise koii akhar baap
apney khurdurey seene mein
shafkat ke samader ko chupaaye ho....
Woh kursii
aur uskey saath woh jurwaan behan uskii
woh dono dost thi merii
woh ek gustaakh muhfat aaiina
jo dil ka achha tha
woh behangam si almaari
jo koney mein khadi
ek burhii annaa ki tarah
aaiiney ko tanveeh karti thi
woh ek guldaan
nanha sa
bahut shaitaan
un dono pe hansta tha
Dareecha, ya zahaanat se bhari ek muskuraahat
aur dareechey per jhukii woh bel
koii sabz sagoshii
Kitaabein,
Taaq mein aur shelf per
sanjeeda ustaani bani baithi
magar sab muntazir is baat ki
mein unsey kuch poochun
sirhaaney neend ka saathi
thakan ka chaaragar
woh naram dil taqiyaa
mein jiski Goad mein sar rakhkar
chat ko dekhta tha
chat ki kariyon mein
na jaane kitney afsaano ki kariyaan thi
woh chotii mez per
aur saamney deewar per
aavezaan tasveerein
mujhe apnaaiiyat aur yakeen se dekhtii thi
muskuraati thi
unhey shaq bhi nahi tha
ek din....
mein unko aise choor jaaoonga
mein ek din yuun bhi jaaoonga
ki phir waapas na aaoonga....
Mein ab jis ghar mein rehta huun
bahut hi khoobsurat hai
magar aksar yahaan khaamosh baitha yaad karta huun
Woh kamraa baat karta tha....
Captian planet
Khirki, Chand, Kitaab aur Mai,
Muddat se ik Baab aur Mai,
Shab bhar Khelain aapas me
do Ankhain ik Khwab aur Mai,
...Mouj aur Kashti Sahil par
Dariya me Gardaab aur Mai,
Shaam Udasi Khamoshi, kuch Kankar Talaab aur Mai,
Har Shab pakre jate hain
Gehri Neend,
Tere Khwab aur Mai!!
zeeno
os ki yadain bikhri bikhri
band kamra or khali khirki..
yadon ka ambar laga hay
yadain kitni nikhri nikhri
yad kitab ko kholain aao
ja kay os say bolain aao
tanhai achi nahe hoti
yad main apki janan daikho
main tu aik b pal nahe soti
kash k app say milay na hotay
chain ye dil ka kabhi na khotay
Last edited by Hidden words; 21-09-2012 at 06:20 PM.
![]()
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Voted
Voted :nail:
voted.....
----------------![]()
![]()
-----------------
![]()
-------------------------------------------------------------
some people are worth
melting for....!!!
..(olaf)..
------------------------------------------------------------------------
voted
walaikumusalam
votedd![]()
voted....![]()
Alhamdullilah
done..!!
YOU INTOXICATE ME WITH THE FRAGRANCE OF YOUR SOULFUL LOVE..
YOUR MAGICAL TOUCH MAKES MY SOUL STIR INSIDE MY BODY..
YOU ARE MY SOLACE.. !!
voted![]()