tu ab hamain tashreh karke dasa kare gi
khayal acha hai
is mein ye batane ki koshish ki hai k jo b kuch mango wo nahi milta jo na mango wo mil jata hai
jo bhi manga wo kabhi mila nahi
jiski chahat hoti hai wo kaash mil gaya hota
tujh ko na pane ki khawaish mein agr kerta
to tu meri kismat ka sitara ban gaya hota
jo mout mangi saza mili jeene ki Rabi
hayat mangta to kab ka mar gaya hota
tu ab hamain tashreh karke dasa kare gi
khayal acha hai
jo mout mangi saza mili jeene ki Rabi
hayat mangta to kab ka mar gaya hota
wah bht umda![]()
![]()
bht khoob![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
hmm.boht khoob ji,,kiya kahnay hain,achi kawish hay,daad aap kay liye;
aap aisa karain jo mangna ho wo na manga karain
or jo na mangna ho wo manga karain
aap ka masla hal ho jay ga
just kidding
boht khoob janab
kush rahin or likhti rahain
Bahoot khoob Arbian Girl nice one
wahhhhhh.. behtreen.. kya hi kehnay.. bohat achi takhleeq.. lutf aa gaya.. bohat si daad qabool kijiye.. aur yunhi likhti rahiye.. Nawazish..
itni hasas aur achi shairi ke saath pistol ka combination samajh nahi aaya..
wafa aur dua ke saath
withlove![]()
v nice..![]()
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....