nice............
ASLAAM O ALEKUM dosto,
main aek baar phir haazir,apni aek nayi nazam ke saath,
umeed hai bardaasht karain ge,
aap ki aara ka intazaar rahey ga,
bahot khush rahiye,
Last edited by ishtiaq zain; 27-03-2008 at 02:32 AM.
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
nice............
Walekam-Aslam
ah........wow........lajwaab
I have nothing much to say!
it's just superb
last line was amazingly said!
uf ye tu bohat hia cha likha hai aap nay wow its superb ..................v nice
waah zain jaani,,kiya iltimaas kiya hay kay ,,qaari ko bhi pather ka kr diya ,,boht saari daad(jo daynay kay main laaiq nahi) tumhari nazar,tumharay yehan aanay say is pc main aanay janay ka man krnay laga hay,![]()
wahhhhhhh.. janab-e-zain.. nazm yaqeenan qabil-e-satayes aur daad-o-tehseen ki haqdar hai .. so haq ada kiye detay hein.. qabool kijiye.. meri tarah bohat se qari'een aap ke jaisi uqaabi nazar nahi rakhtay hon gi ..so nazm ke asal lutf se mehroom rahay hon gey.. tehreer bohat choti hai.. Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove![]()
BHIA JEE maine koshish ki hia leken zaida saf nahi hua me se tu hergiz bhi nahi parhe jane nazam![]()
soch raha hon kia likhon
iak aisa shahkar takhlleq kia
jis per khalik jitna fakhar karay kam hay
yeh alag baat is shahkar ki
takhllq main dill kis tarah lahoo hoa
sab say bara karab takhleeq ka karab hota hay
jo sirf woh hi mehsoos kar sakta hay
jo is tajrubay say guzra ho
or yeh kamal e fan hay k
is karab ka naqsha kuch is tarah khenca jay
parhnay wala yeh mehsoos karay
k yeh sab kuch us kay oper guzri hay
yaqeen karo parh kar dill lahoo lahoo ho gia
aik master peice
boht hi zabardast or intahai mayari nazam
dhari sari daad aap ki is kawash ki nazar
kush rahain or likhtay rahin
haan jee ab sahe hia
main kabbbbbbbbbbbbbb likhongi aisa![]()