Koi nishaani-e-gham chorrh kar nahi jaatey
Bagoolay naqsh-e-qadam chorrh kar nahi jaatey
Koi nishaani-e-gham chorrh kar nahi jaatey
Bagoolay naqsh-e-qadam chorrh kar nahi jaatey
thOkar Sey Mera PaaOn tO Zakhmii hUa ZarOor
Raastey Mein jO Khara Tha wO kOhsaar Hat Gya
mera siggy koun uraa le gaya....
Kisi Bhi Harf Mein Taseer Hii Nahii Rehtii
DilOn Key Beech Agar Faasla Thehar jAaye
mera siggy koun uraa le gaya....
KhUshiyOn Kii AarzOo Mein mUqadar Bhi So Gaye
Aaandhii Chalii Kuch Aisi Key Apney Bhi KhOu Gaye
Kya KhOob Tha tUmhara Yeh Andaaz dOsto
hUmdard Ban Key Aaye They Kaantey ChUbho Gaye
mera siggy koun uraa le gaya....
Ab Key AansOo AankhOn Sey Dil Mein Utray
rUkh Badla Dariya Ney Kya Behnay Ka
Hijr o Visaal Key Saarey Qissay jhOotey hAin
Haq Milta hAi Kis kO Apna Kehnay Ka
mera siggy koun uraa le gaya....
Jis khet se dahqan ko mayassar nahin rozi
Us khet k har khosha-e-gandum ko jala do
Manzil na de charaag na de hausalaa to de
Tinke kaa hii sahii tu magar aasaraa to de