مختصر ہوۓ پہلے گفتگو کے سلسلے
آہستہ آہستہ خاموشی تعلق نِگل گئی
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
زندگی خو گرِ آزار ہوئی جاتی ہے
کام کی چیز ہے بیکار ہوئی جاتی ہے
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
وہ نہیں ہے تو اس کی آس رہے
ایک جائے تو ایک پاس رہے
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
Ronaq E Bazm E Zindagi !! Turfa Hai'n Teray Log Bhi,,,
Aik To Kabhi Aaye Na Thay, Aaye To Rooth Kar Gaye![]()
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
وہ تری چشم فسون گر میں کمال اچھا ہے
ایک کا حال بُرا ایک کا حال اچھا ہے
داغ'
دل مرا، آنکھ تری، دونوں ہیں بیمار مگر
ایک کا حال بُرا ایک کا حال اچھا ہے
جلال'
وہ عیادت کا مرے آتے ہیں لو اور سنو
آج ہی خوبیء تقدیر سے حال اچھا ہے
داغ'
موت کیوں پوچھے گی پھر آنکھ کے بیماروں کو
جب تمہیں دیکھ کے کہتے ہو کہ حال اچھا ہے
جلال'
اُن کے دیکھے سے جو آجاتی ہے منہ پر رونق
وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے
غالب'
صف شکن♥
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
wah wah
kiya baat hai sarey hi aik se bher k aik hain
very nice
Faasley DilOn Key hUa Kartey hAin dOori Key Nahi
Chaahney Waaley Tasawur Mein Bhi Mil Laitey hAin
mera siggy koun uraa le gaya....
Mags Ko Baagh Mai'n Jaanay Na Deejiyo,,,
Naa-Haq Khhoon Parvaanay Ka Ho Ga![]()
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
Suno! MaiN us say becheDna bhi nahii chahtaa
suno! ye meraa aakhrii janam he kia kiya jaaye
waheed ahmed
Last edited by maya; 27-04-2017 at 11:53 AM.
mera siggy koun uraa le gaya....
Khhoob Maya :-)
Zaraa Si Aankh Lagaanay Ki Dair Hoti Hai,,,
Kay Khuvaab Lag Kay SarHaanay Say Baith Jaatay Hai'n,,,
Tumhaaray Lehjay Ki Taaseer Etni Meethi Hai,,,
Yeh Log Teray Uthaanay Say, Baith Jaatay Hai'n :-)
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
Kabhi Main Aalam-E-Imkaan Se Guzar Jata Hoon,
Aur Kabhi Jism Ki Daldal Mein Utar Jata Hoon,
Ye Bhara Shaher Kabhi Mujh Mein Simat Ata Hai,
Kabhi Main Sheher Mein Har Gaam Bikhar Jata Hoon,
mera siggy koun uraa le gaya....