itni jaldi katam ..aik ure bad ap ki ghazal parhe hia..maza agaya.
2nd shair umda hia![]()
itni jaldi katam ..aik ure bad ap ki ghazal parhe hia..maza agaya.
2nd shair umda hia![]()
wha wha wha kia batt hi buhat umdha ghzal hi
wah ji wah, bohat achee ghazal kahi hay aap nay, abhi zain sahab ke ghazal parh ker aa raha hun, unhoN ne to khoob likha he hy, aap ne bhi un kee zameen main ghazal keh ker unhen acha khiraj paish kiya.
donon ghazaloN ka maza aa gaya.
poochtay ho to suno kaisy basar hoti hay
rat khairat main, sadqay main sahar hoti hay
waah waah,,kiya kahnay hain yaar,,ghazal likhi hay or kamal kiya,,rawani or taghazzul bay panaah hay..share muntakhib krna mushkil horaha hay..matla sab say umda raha,,boht saari daad tumharay liye ji,,,boht saari ka matlab hay kay itni jitni tumhary daman main na aasakay![]()
arrey wah!!!
is qadar khoobsurat tohfa merey liye,aor mujhey khabar hi naheen,
be had mamnoon hoon bhahi is izzat afzaayi ke liye,
ghazal aap ne bila shubah be had khoobsurat kahi hai,har aek sheir doosarey se baR ke achha laga,aor siwa lutf diya,dheron mubaarak baad aor daad is khoobsurat ghazal ki nazar,qabool kijiye,
aek chhoti si tajweez bhi hai,agar mumkin ho to dekh lijiey ga,
sheir #2 ka pehla misra agar yoon kar lain ke......
dil naheen maanta,be wafa shakhs hai
jaantey bhoojatey jo dagha de gaya
to sheir ki khoobsurati baR jaaye gi merey khayaal main,aor wazn main bhi aa jaaye ga,
is muhabbat ke liye aek baar phir bahot shukriya,
bahot khush rahiye,![]()
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Assalam-o-Alikum WR WB
Bhot khubsuart ghazal kaahi hay WL
Mazeed intazar rahy ga
FeamNAllah
Aik mudat kay baad aap ki taraf say kuch parhnay ko milla sari tashnagi or shikayat door ho gaiboht hi khoob likha or kamal ka likha sadgi rawani rachao rythum sehal magar mouzon alfaz ka chunao sonay per suhaga mukhtasar behar main kia heh kehnay
parh kar lutf aa gia boht c daad aap ki is khobsorat kawash ki nazarkush rahain or likhtay rahin
zaberdast poem hai![]()
superb as usual![]()