v.nice dear![]()
mujhy yaad hay ab bhi janaa
hr baat pay us ka muskana
hr bigri baat ka suljhana
hr suljhi baat ka uljhana
hr baat main apni mnwana
woh jhoota tha yaan sucha tha
woh jaisa bhi tha acha tha
mujhy yaad hay ab bhi janaa
is ka rahoon main ruk jana
us ka apna tha hr manzr
us ka apna tha afsana
mana k piyar main kachaa tha
woh jaisa bhi tha acha tha
mujhy yaad hay ab bhi janaa
main nay tujh ko he apna maana
sr aankhoon pr the nadani
us ki woh hr ik na'dani
hr kaam main uski munmani
jaisy masoom sa bacha tha
woh jaisa bhi tha acha tha
Last edited by ~*jia*~; 07-04-2008 at 09:18 PM.
v.nice dear![]()
buhat he khoobsurat likha hai jia u nay..![]()
me k liye b likh na kabhi kuch..![]()
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
buhat umdha
wow really bohat nice likha hai.................sach amin behtreeen yaaar![]()
app sab ka passand krny ka bohat bohat shukriya
![]()
hmm ab bhi likhti hian
nice dear
keep sharing
fantastic!![]()
Thank u so much
b happy![]()