Assalam-o_Alikum WR WB
Hijaar-o-Furaq ka kiya matalb ? and Wasak ka ?
FeamNAllah
Hijar o furaq ki aik sham wahin per doob gai
Wasal ki aik sehar jahan say phooti thi
Tum nay shaid wahin say isay joor dia
Hathoon ki zanjeer jahan say tooti thi
Last edited by primitive; 29-02-2008 at 08:03 PM. Reason: mistake in spelling
Assalam-o_Alikum WR WB
Hijaar-o-Furaq ka kiya matalb ? and Wasak ka ?
FeamNAllah
walakumasalam WR WB
tawajah dilanay ka shukria
2nd lafaz wasal hay jo ghalti say wasak type ho gia
baki rehgia hijar or furaq.
is main bhi aik spelling mistake ho gai
hijar ki jagah hijjar type ho gia
umeed hay correction kay baad aap ko samajh aa gai ho gi
kush rahain![]()
bohat acha likha hia....
Assalam-o-Alikum WR WB
Honestly mai to samjha shayd Urdu ka koi word hay
mai nay mistake nahi nikali thi ...
Drasal Urdu atai nahi hay jabhi isi trha puchaty ho seniors sy
Ab smajh aagay ahy bhot udma likha hay
FeamnAllah
Aray Aap Yahan Mujh Say Senior Hain
Is pazerai Kay Leay Dill ki Gehraion Say Mamnoon Hon![]()
wah bhot he umda bhai![]()
bohat umda