waah zain!! khoob zoaron pr ho...or khoob jam jam kay likh rahay ho.. boht hi umda ghazal rahi janab e man![]()
waah zain!! khoob zoaron pr ho...or khoob jam jam kay likh rahay ho.. boht hi umda ghazal rahi janab e man![]()
Har Shakhs Ke Honton Pe Yehi Zain Gila Hai
Phoolon Ki Tamanna Thi Magar Khaar Milay Hain
Bohot Naayaab Aur Dil Dukha Dene Waali Ghazal Hai Is Ko Parh Ke Ehsas Hota Hai
Jaise Insan Ka Dunya Main Koyi Wajood Na Ho
Bus Gham Yaar_E_Judaayi Zamaane Se Gila Har Lafz To Hai Yahan Ghazal Ke Roop Main
Parh Ke Bohot Khushi Huyi
Share Karne Ka Shukriya
Khush Rahiye
deewar ke is paas lara jung mein jin ki
wo mehv-e-tamasha pas-e-deewar milay hein
wahhhh.. kya kehnay.. bohat hi umdah ghazal kahi.. dhairo'n daad-o-mubarakbaad hamari janib se bhi qabool kijiye.. Nawazish..
wafa aur dua ke saath
withlove![]()
Walekam-Asalm
nothing to say
be had mamnoon hoon bhahi ke aap ne na sirf ghazal paRi,balke ghazal ko paseedagi ki sanad bhi ata ki,aek likhney waala is se ziyaada or kaya chaahey ga ke us ne jo likha,woh parney waaley ke dil tak pohanchey,
jis andaaz main aap ne hosala afzaayi ki is ke liye aek baar phir mamnoon hoon,
bahot khush rahiye,![]()
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
Assalamo-Alekam!
Waisay jahan tak hum na-cheez ka ilma hai, hamaray khiyal mein tou jab kise cheez ki tareef kay liye alfaaz kam per jayen tou yeh kehna ziada behtar hota hai kay "nothing to say" chotay motay alfaaz kay bajayey bus yeh keh diya jayey kay hum apnay jazbon ko lafzon mein beyan karnay say kasir hein.
Yeh baat sirf tareef tak he rakhtay hein hum....!