Ahan ... Khobsorat ji ...![]()
Tumhara naam likh likh ker
mitana bhool jata hon,
tumhain jub yad kerta hon
bhulana bhol jata hon.
Bohat see aisii batain hain
ju mairay dil main rehti hain,
magar jub tumsay milta hon
sunana bhool jata hon.
Tumharey bad ab har pall
bari mushkil se kat ta hai,
main akser tumko khuaboon mein
batana bhool jata hon.
Main har shaam kehta hon
key tum ko bhool jaon gaa,
magar jab subah hoti hai
bholana tumko bhol jata hon
Ahan ... Khobsorat ji ...![]()
Janay na kahan woh duniya hai ... Janay na woh hai bhi ya nahiJahan meri Zindagi mujhse ... Itni khafa nahii
Itni khafa nahiiii
Itni khafa nahiiiiiiii
shukria shukria janab...![]()
nice...
Main har shaam kehta hon
key tum ko bhool jaon gaa,
magar jab subah hoti hai
bholana tumko bhol jata hon
![]()
wah kia bat hia,
parh kar bohat acha laga