Assalam-o-Alikum WR WB
Drasal mai nay Inpage mai likha tha per Time bhot lag rha tha isi liya Romen Mai likh rha hoonUmeed hay sab ki samjh mai ay ga
![]()
Sab sy pahly hum New File banay gay . aur us ki settings aap jo chay rakh lay ya aap k Image per Depend karta haymein nay jo rakhi hay wo mai aap ko dekha rha hoon per ya Demo hay .
Ji janabab aap nay new layer bana ni hay us k liya aap k pass bhot sy options hay per jo mai bata rha hoon wo bhi aap dekh lay
Shift + Ctrl+N
and
Layer Menue >>> New Layer
Or
Layer Box mai hi aap ko aik chota sa icon milay ga usay bhi dabay gy to New Layer 1 ban jay gi
Ab jab New Layer 1 ban jay gi to hum nay us ko Select karna hay , us k liya hum nay
Ctrl+A
or
Select Menue > All kar deyna hay
Neecy Image mai dekh lijya Result
Result after Selection
Ab hum nay Layer1 mai aur selection mai rahtay hui hi Stroke deyna hay
Is k liya aap
Edit Menue > Stroke
Aur Jo figure deyni hay wo ya hy
Result
Is ka baad aap nay Ok kar deyna hay aur phir Layer 1 per jana hay aur Right click kar k aap nay Blending Option mai jaa kar jo setting mai nay batai hay wo rakhnai hay aur OK kar k us layer ko copy kar layna hay .