- shehar ,dukh aur mohabbatain aik hi terhan k hotay hain kabhi uranay nahi hotay .........hamesha naye lagtay hain .
- har koe alfaaz ko ani smajh k mutabik dhaal laita hay esliye har insaan ka nazariye dosray say mukhtalif hota hay
- munfirad logon ko hamesha maar sehni parti hay taa'non ki ya tanhaee ki.
- pathron say wasta paray ya pathar dilon say zindage ka safar rukta nhi
- diwarain sirf kamron ki nhi hotin dil k gird bhi kae diwarain hotin hain kae khawab kahi khayal inhi main kaid rehjatay hain.
.
- aitbaat ki maala ko kabi toutnay mat do,ec anmol mala k moti tout jayen tu talash k bawajood nahi miltay ..
- insaan ki shakhsiyat ka sab say mazbout hawala oska kirdaar or amal hota hay
Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 11-09-2012 at 09:56 PM.
*kAbhi shAAm dhAlAy merAy dil mAin utro*
kAinAt
Suno Loago.....!!Mairi Aankhain Kharido gay?????Mujhay Ik KHAWAB ka Taawaan bhernaa Hai........
very true
bohat achay
buhat achi sharing...![]()
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
wah kiya baat hay ...kiya umda baat hay kay dukh,shahr,muhabbat kabhi puranay nahi hotay.....hr baat moatyon main tolnay laaiq hay,,nice
very true