
Originally Posted by
naz
walaikum salam
aik din ke liye waldain ki mohabbat nahi hai yeh aik haqeqat hai...leken zara hamain yeh bhi tu batayian na ke hamara apna koi mashra hai ? hum teh tur teh gaar chuke hian...yaha Mother`s day celebrate kar rahe hian..iska matlab yeh nahi hia ke hum sirf aik din parents ko mohbat or ahmiyat de rahe hian...aisa qateen nahi hai..or na he hosakta hai...her din tu aisa nahi hota ke gifts diye jaye...tu agar aik din ya is se zaida days main ap gifts de rahe hian parents ko tu is main koi buriye meri nazar main nahi hain...haan yeh sach hai ke Magrab main yeh din jis andaza main manaya jata hai wo app bata chuke hain...ab aisa hamare mashrey main bhi hota hia....bhot se falahi idarey bhur chuke hian...burhe logo se...leken hum her giz her giz yeh soch ker yeh din celebrate nahi kar rahe...maa baap ki izaat hum per marte dum tak farz hai...in per hamari jaan maal qurban...leken yeh kehna ke agey chal kar ap ke bache ap se milne aye tu yeh ghalat hai...Panchon ungliyan barabur nahi hoti...han yeh sach hai ke islam main is ka koi jawaz nahi hia...leekn yeh koi buriye nahi hia....buriye tu valentine day main hia...jo bare fakher se sub celebrate karte hain...leken asal main agar dekha jaye tu aagar main valentine day manao gi tu apni maa ke sath he ke mujhe in se mohbt hai apne frnds ke sath ke mujhe in se mohb hai...buriye her chez main humne khud paida ki hia....