aisy kahanion main hi to sub naz o andaz ki batain chupi hoti hia,
very nice
![]()
![]()
Do LaFzon Ki Hai DiL Ki Kahani
Do LaFzon Ki Hai DiL Ki Kahani
Ya Hai Mohabbat Ya Hai Jawani
Is zindagi Ke Din Kitne Kam Hain
Jitni Hain KhusiyaN Itne He Ghum Hain
![]()
![]()
![]()
aisy kahanion main hi to sub naz o andaz ki batain chupi hoti hia,
very nice
leken yeh such nahi hai hai kiya![]()
bilkul such hai, aisy hi kuch kahania bohat se rishtoon ko janam deti hai, jin ki waja se kisi ki zindgi tiki hoti hai,
har aas or umeed or har khawahish,
Aas umeed or khawaish hmmmm kiya kiya kuch hia in alfazon main ....insan ki zindagi bhi kiya hiana ...kabhi kisi chez ki khawaish kabhi kisi ki.
Dil main hazaroon khawishain janam leti hai, likan un main se pori to wo hi hoti hia jo qismat main likhi hoti hia,
insan bi kitna nashukara hai ,ka ager koi khawish pori hoti hai to us se bi ziyada talab karny lag jata hia
Bohat Achi Sharing Naz...khawahishain Tu Lamehdood Han Insaan Ki Jin Main Say Har Khawahish Puri Nahi Hosakt...
*kAbhi shAAm dhAlAy merAy dil mAin utro*
kAinAt