Nice sharing ji ...![]()
yonhi aaj yaad-e-maazi ne rula diya hai mujhe
mout se bhi pehle zindagi ne sula diya hai mujhe
pass reh ke bhi meray dost kyon hain durr
issi soch ne under tuk hila diya hai mujhe
bichrey howey yaaron ki yaad aye hai itni
in yaadin ki tapish ne jala diya hai mujhe
beeti hoi yaadon ko khuruchney ki koshish ne
hunsi , khushi , zindagi sub kuch bhula diya hai mujhe
jo kabhi hunsti hon tu aankhain chuluk parti hain
yon ghumon ne aansoon se mila diya hai mujhe
Nice sharing ji ...![]()
Janay na kahan woh duniya hai ... Janay na woh hai bhi ya nahiJahan meri Zindagi mujhse ... Itni khafa nahii
Itni khafa nahiiii
Itni khafa nahiiiiiiii
nice sharing dear
very nice janb![]()
![]()
![]()