Assalam-o-Alikum WR WB
per naz kuch log asy hotay hay jin sy muskrahaty khud hi roth jati hay phir unky liya chain ka zarya dukh hi hoaty hay
Laykin u nay achi sharing ki
FeamnAllah
Mukurahat rooh ka darwaza khol deti hai jis ke paas Muskrahat na ho woh dunia ka kanjoos tareen insaan kehlaie ga.
Muskurahat zindha dili ka naam hai, Muskrahat se DIL jeeta ja sakta hai.
Muskurahat shidat ghum ko chupa lati hai, Muskrahat ghamoun ke pahar mein honsle ki chitan hai,
Muskurahat mohabbat ki zuban hoti hai, Muskrahat dimagh ki thandak hai.
Last edited by Hidden words; 11-09-2012 at 10:12 PM.
Assalam-o-Alikum WR WB
per naz kuch log asy hotay hay jin sy muskrahaty khud hi roth jati hay phir unky liya chain ka zarya dukh hi hoaty hay
Laykin u nay achi sharing ki
FeamnAllah
jab ap apne upar gham ka libada orh he lai gai tu Muskurahat tu kia duniya ki koi khushi bhi ap ke pass nahi ane paye gi..isliye koshish yehe kijeye ke ghumon ko bhula dain ...jeena sikhye ke chund din zindagi hia
aik baat rah gae,,wo ye kay muskarahat charay ka husn bhi hay,,muskranay waly log haseen lagtay hain,haseen rahtay hain,,muskraht taweel umr ka raaz bhi hay,,,jo kaam bari bari jangon say nahi hotay wo sirf aik nazar muskra kr daikh laynay say hotay hain,,kai mertaba aazmaya hay kay aik nazar koi aap pr kitna hi shadeed ghussa hi kyon na ho bas aik nazar muskra kar daikh lain,,,,baat ban jaati hay,log fatah hojatay hain,,to muskraht fataih bhi hay...![]()
sachi baatein hein