Jis tarha log use to ho gai hai is net ki world se to is se lagta hai ka log is cheez ko bohat pasand karty hian, or mera khiyal hai log apna time spend karty hain jis ki waja wahan ka mahool, hula gula hota hai, or meri zati raiye main hum log enjoyment karny aty hain na ka yahan par party bazi ya zati dosti dhusmani,
frined banana achi bat hia, frien ka matalb hi hota hai jo jan saky, pehchan saky, respect karay, ager app ki respect hi nai,to phir us jaga par kisi ki ahmeat or value nai rahti,
Allah kary aisa kuch yahan na hoo, haan ager kisi ki bat buri lagy to us ko samjaia jai , piyar se, na ke threat waly andaz se, to mera khiyal hia kabi bi kisi ko apni ghalti ka bura nahi lagy ga,
or bi bohat sa kuch kahna ha, par break ke bad,
Khus rahian