wah wah bohat he khub
Mehfilien Lut Gaien Jazbaat Ney Dam tOur Deya
Saaz KhamOsh Hain NaGhmaat Ney Dam tOur Deya
Har MuSarat Gham De-rOuz Ka Unvaan Bani
Waqat Ki gOud Mein Lamhaat Ney Dam tOur Deya
An Ginat Mehfilien MehrOom e CharaGhaa'n hAin Abhe
kOun Kehta hAi Key Zulmaat Ney Dam tOur Deya
Aaj Phir bUjh Gaye Jal Jal Key UmeedOun Key Charagh
Aaj Phir TaarOun Bhar Raat Ney Dam tOur Deya
Jin Sey AfSana e HaSti Mein TaSalsul Tha Kabhe
Un mOhabbat Kii Rivayaat Ney Dam tOur Deya
JhilMilatay hOye AshkOun Kii Lari tOot Gaii
JagMagatii hOii BarSaat Ney Dam tOur Deya
Haaye Aadaab e mOhabbat Key TaQazay "SaGhar"
Lab Hillay Aur Shikayaat Ney Dam tOur Deya
Aaj Phir bUjh Gaye Jal Jal Key UmeedOun Key Charagh
Aaj Phir TaarOun Bhar Raat Ney Dam tOur Deya
Bohat khoob..
Nice sharing![]()
wah kiya hi khoob hay...
Haaye Aadaab e mOhabbat Key TaQazay "SaGhar"
Lab Hillay Aur Shikayaat Ney Dam tOur Deya
hmm...!!!
sagar siddiqi ki aik bohut khubsurat ghazal...!!!
share kerney ka bohut shukriya...![]()
~AawarA GambleR~
v nice
Asslam-o-Alikum WR WB
Nice
FeamnAllah
Nice Sharing :-)
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)