sach ?
kitni raatein beet gayin,
kitne din beet gaye,
bas beeta nahin tu yaado ka woh pal,
woh guzra hua kal,
beeti nahin tu aankhon ki nami,
Aur tumhari kamii...
Janay na kahan woh duniya hai ... Janay na woh hai bhi ya nahiJahan meri Zindagi mujhse ... Itni khafa nahii
Itni khafa nahiiii
Itni khafa nahiiiiiiii
sach ?
Nice
OoOooOoOo koolsharing
yado ka pal beety b kesy...
bht achi nazam...![]()
or tumhari kamii......
bht zbrdst sharing![]()
![]()
![]()
kitni raatein beet gayin,
kitne din beet gaye,
bas beeta nahin tu yaado ka woh pal,
woh guzra hua kal,
beeti nahin tu aankhon ki nami,
Aur tumhari kamii...
wah ji wah nice ji
kya likha hai wah wah wah........
Thank U allllllll ....![]()
![]()
![]()
Janay na kahan woh duniya hai ... Janay na woh hai bhi ya nahiJahan meri Zindagi mujhse ... Itni khafa nahii
Itni khafa nahiiii
Itni khafa nahiiiiiiii
wowww
buhat he achi nazam hai![]()
![]()