Results 1 to 10 of 10

Thread: ~!~ zindagi ~!~

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    candel ~!~ zindagi ~!~


    za - ~!~ zindagi ~!~

    Zindagi...Kabhi Khushi tu Kabhi Ghum...Kabhi Sirf Khushi...Tu Kabhi sirf Ghum...Or Kabhi Pachtawa Tu Kabhi Umeed Tu Kabhi Na Ummedi...Kabhi Dhoka Tu Kabhi Bharosa...Kabhi Mohabat Tu Kabhi Nafret...Kabhi Udaas Shamain Tu Kabhi Ratjagey....Kabhi akela pun...tanaye...or kabhi Logo ka hajoom...Kabhi Dosti Tu Kabhi Intizar...Kabhi Qurbat Tu Kabhi Judai.

    Yeh Sub Zindagi Ke Mukhtalif roop hian...Hamesha aik sa Musam or hamesha aik sa waqt nahi rehta...Sub kuch badul jata hai...or Log bhi badul jate hain...Jab Log Badul Jate Hain Tu Dard Tu Bhot Hota Hai...Leken Insan Haina...Jab Iska Piyara Koi Mar Jata Hai Tab Bhi Ise Hosla Ate Ate A he Jata Hai...Ke Yeh Azmaish He Hote Hai Allah Ki Taraf Se...Mout Bhi Zindagi Ki Aik Bhot Bari Haqeqat Hai.

    Baz dafa Mohabat ko he zindagi samjha jata hai...or Baz dafa zindagi Ko Dhoka samjha jata hai.

    Kisi Se Pocho Zindagi Kiya Hai ?

    Jawab Ata Hai

    "Ghum Ka Darya Hai"

    Tu wo Lamhey Kha Gaye Jo Khusiou Ke They ?

    Hum Insan Bhi AJeeb He Hote Hain...Bus In Lamho Ko Yaad Rakhte Hain...Jab Ghum Zindagi Main Aya Tha...In Palon Ko BhooL Jate Hain...Khushi Ka Pul zindagi Main Aya Tha...Ghum Ko Khud Per Hawwii Karlena Bhala Kha Ki Aqal Mundi Hai...Aj Agar Ghum Hai Tu KaL Khushi Hogi....Sada Aik Sa waqt Nahi Rehta...Bus Niyat SaF Hone Chahye...Manzil Asan Hojate Hai...

    Mana Zindagi Aasan Nahi...!

    Kabhi Kabhi Apni Khushi Ko chor Kar Dosro Ki Khushiou Per ChaLna Parta Hai...Kuch Aise FaisLey Bhi is Zindagi Main Karne Parte Hain...Jin Ko Karte waqt...DiL Toat Sa Jata Hai.

    Leken Yehe Zindagi Hai.

    Qurbani...Dosro Ki Khushi Shayad Ise He Zindagi Kehte Hain...!

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Thanked
    1
    Rep Power
    4498040

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    Assaalm-o-Alikum WR WB

    Wah ! bhot umda .... mai nay bhi likhi hy naz Zindage eper lykin jitna khubsuart aap ki hay utni meri nahi ... main share karu ga INSHALLAH

    FeamnAllah

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    jee jald kijeye share.

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    hmm,,achi baat kahi hay,or boht khobsorti say kahi hay,,nice

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~


  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474877

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    Aappo


    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - ~!~ zindagi ~!~

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,444
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Thanked
    1732
    Rep Power
    21474978

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~



    ab main bar bar 2 2 nahi kehsakti

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    **Maan Ki Dua Main**
    Posts
    293
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Thanked
    0
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    Wah Naz, khayalay ko nihaet khobsurat andaz se lafzon main piroya hai

    boht si daad qabool kajae

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    6,287
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    337 Thread(s)
    Thanked
    5
    Rep Power
    21474858

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    hmmm

    aik or bht hi khoobsorat threer ...

  10. #10
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Thanked
    1
    Rep Power
    11381705

    Default Re: ~!~ zindagi ~!~

    v true

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •