wah kia bat hia,
parh kar bohat acha laga
amazing.......a soulttoching........mjhe is nazm ne bohat bohat kuch diya hai.......keh skta houn k ab tk ke sb se fav yehi hai.....
shaam ki haweli main
subah k mehkny ki beyakeen se batain...
kuch azaab mazi k..
guftagu ka mozu thay
kuch sawaal khwaboun k..
kuch khwab ankhon k..
mushtarik say jazbon k..
aie'noun main dekhty hain
""aieny tu sachy thy"""
aur wo mulakatain
char,chay mulakatain
jin main tre baton ki barishon k mosam ney
jitny jhout bolay thay...
sham ki haweli main........
jitnay zehr ghaolay thay
tra bewafa lehja...dhe'aan main jab ata ha..
tab sawal karti hain..
mri umar ki ratain
ek baras k arsy main
char,chay mulakatain..!!!
Suno Loago.....!!Mairi Aankhain Kharido gay?????Mujhay Ik KHAWAB ka Taawaan bhernaa Hai........
wah kia bat hia,
parh kar bohat acha laga