buht achi sharing ki hai ap nay RM uncle![]()
![]()
Mohabbat Kaza.
Ye dil tuje itni shiddet se chahta
kyon hai,
Her saans ke saath tera he naam aata
kyon hai.
Tu kitna hi mujse telkhe talluk rekh le,
Jikra phir bhi tera, meri juban pe
aat kyon hai.
Teri fuket main terfne ki aadet ho
chuki hai meri,
Tera door hone ka phir bhi ahsaas
rulata kyon hai.
Ye janti huin ki nahin hai tuje mujse
mohabbat,
mager phir bhi leb pe tera he naam
aat kyon hai.
Hai yaqin tujhko pana hoga namumkin,
Ye dil phir bhi roz umeed ki shama
jalata kyon hai.
Last edited by R. M. Dixit; 03-03-2010 at 07:53 PM.
buht achi sharing ki hai ap nay RM uncle![]()
![]()
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
|AoA WR WB|
|Khairyat majud, Khairiyat Matlub.....|,
Very Nicve sharing
but ek baat ye us se puchein k esa kyun hai???
Aur pata lag jaye to humein bhi btayigea............
|WoA|, Regards: ||Jaat||
Hi Rano,
Salaam Wailekum !
Bahut shukriya aapko hamari
pesh ki hui gazal pasand aaye.
Aapne jo alfaz daad main diye
us se ahsaas ho gaya aapko
such much pasand aaya Appoji.
Khudahafiz. Bye bye.
v nice![]()
Zabardast
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Hi Pink Panther and Jerry and Lalchi,
Thanks for reading the Gazal
V. Nice Daad offered. Kuch gazal ke alfaz
aapke samaj main aaaye ke nahin, Jerry Miyan.
Ye MK se natatoro aur Hollywood join
kerlo, bara achaa future hai.
Ye Pink Panther very old, 1965 ki
very great Comedy Movie hai.
Aur Jerry Luiwis in those days very
great comedian tha. He had good
very good partner Dean Martin
the. All the best. Have peace of
mind always.
Last edited by R. M. Dixit; 05-03-2010 at 01:23 PM.