tu nahi hai meri
aur tujhse mohobbat
hai to hai
iin rasmo riwajon se bagawat
hai to hai
saach ko maine saach kaha
aur jaab keh diya to keh diya
duniya ki nazaroon mein yeh himakat
hai to hai
kaab kaha maine ki tu mil jaye mujhko?
Paar teri bahon mein dum todu ,yeh hasrat
hai to hai
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا