yeh sheher agar sheher hai to sunsaan sa kyon hai
is sheher ka har dard parshaan sa kyon hai
is sheher ke log jisey kehte hain maseeha
woh shakhs mere dard se anjaan sa kyon hai
mitti ka bana hai to ghul kyon nahin jata
pathar ka sanam hai to insaan sa kyon hai
Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 27-03-2010 at 05:50 PM.
is sheher ka har dard parshaan sa kyon hai
Dard Nahin Fard
@
![]()
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا