Paras
Mein Muhabbat Aur Tum
Muhabbat Aur Hamsafar Agar Saath hu tu Zindagi kitni haseen lagne lagti hai , aur kitna khobsurat manzar huta hai jab Samandar hu ,Chandni rat hu , aur Shareek-e-Safar k haatho main haath ho , door door tak koi na hu , sirf khamooshi hu ya samandar ka shor, aur pani pairo ko bhighota hua apna ahsaas dilaye , aur dil main khahish ho k kaash yeh pal teher jayen!
shaan
Mohabbat ek aisa Ehsaas hai jo dil ko dil se hota hai. Pane ya khone ki baat nahi yeh bas ek dojey se hota hai. Na jane kab kahan kis ko hota hai.bas zindagi mein ek bar hota hai. Mery lafzon ki gehrai ko,Honton ki sachai ko,is dil ko, is rishte ko aur main tum se kiya kahoon meri mohabbat samadar se bhi gehra hai main tum se be panah muhabbat karta hoon main tumko khona nahi chahta ager aisa hua to main khud ko is samader k sapurd kardoonga.