Wah bhai Wah
Bare zamane ke baad dil ki
zameen pjir se hari hui hai.
Kamaal hai. Vrsatile Mem.
Ab Dekhia kya rang dikhae
mere aanso,
' Dil se to nikel gaye hain
bus Aankhon main Are hain.'
All the best.
Darichay say jhankti wo larki ajeeb dukh say bhari hoi hay
Ka us ka angan ma phool pa aik teetli mari hoi hay
Kabhi azano ma khoi khoi,kabhi namazo ma roi roi
Wo aesay duniya ko daikhty han jesay is say dari hoi hay
Dard say mehaki mehaki sansain ,wazifa parthi hoi wo ankhain
Ka wo shama umed un ma kai bars say dhari hoi
Wo dukh ki chadar ma lipti lipti,wo kalay kapron ma simti simti
Mohabbat us nay kesi say shayed meri tarhan he kari hoi hay
Baray zamano ka bad barsi han meri ankhain kesi ki khatir
Baray zamano ka bad dil ki zamin phir say hari hoi hay
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Wah bhai Wah
Bare zamane ke baad dil ki
zameen pjir se hari hui hai.
Kamaal hai. Vrsatile Mem.
Ab Dekhia kya rang dikhae
mere aanso,
' Dil se to nikel gaye hain
bus Aankhon main Are hain.'
All the best.
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
thanks u both
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
gud
thanks
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!