Jahan mohabba hoti hai wahan dukh aur aziyaton ka safar bhi saath hota ahi bina kisi dukh kisi tarrap ke mohabbat ko kaise mehsoos kiya ja sakta hai?
mohabbat agar khushboo aur khawab ki manand hai tu mohabbat aziyaton ka pul-e-siraat bhi hia jisey paar kar ke hi mohabbaton ke asal maani ko paya ja sakta hai aur usko hasil kiya ja sakta hai..