Aap larkon wali shairi kyoon kerti hein
rang jamata rehta hoon
khak urrata rehta hoon
rastay mujh say waqif hain
aata jata rehta hoon
haal sunana mushkal hai
shair sunata rehta hoon
rasm-e-duniya dari hai
haath milata rehta hoon
duniya ik uljhawa hai
jaan churrata rehta hoon
anay walay lamhay ka!!
jashan manata rehta hoon
Aap larkon wali shairi kyoon kerti hein
In three words, I can sum up everything I have learned about life!
IT GOES ON
waaaaaaaah
niceeeeeeeeeeee
haal sunana mushkal hai
shair sunata rehta hoon
ji nice work
jo or bhi acha likha karo hum ko intzaar rahe ga ji
very nice:X
![]()
thnx every1 for liking it
@MS...jo b shayeri achi lagti hai wahi shre karti hoon na![]()
its ok waj sahb
humein logoon say nibtna aata hai![]()